Dosto dharti ka yek mahadeep aaj vikas ki rah me pareshan hai. Ham sab ko usko aage le chalna hai.
Vichar karne par pata chalta hai, ki Egypt, shouth afrika, ki kuch behtar sithati hai.Pura afrika mahadeep me kaphi pareshani hai.
Vikas ke liye har sadhan afrika me hai, bas uska bagyanik tarike se dohan karna hai.
Duniya ke kai desh afrika ke vikas me yogdan de rahe hai. Usa, jarmani, russa, chin , bharat , france, itli, japan, sigapur, afrika me achacha kam kar rahe hai.
Agar afrika vikas me piche ho jayega to puri duniya ko nukshan uthana panega. Duniya ke desho ko afrika ko sath le kar chalna hoga. Afrika me bharpoor parakritik sadhan hai.
Afrika ke pichanapan ka karan-
1- shicha ki kami.
2- taknik ki kami.
3- sadhno ka uchit dohan nahi.
4- baigyanik vicharo ka abhav.
5- Duniya se tal mel me kami
Aur bhi bahut se karan hai, unhe jald jald door karna hoga.
Afrika ki pareshani door karne ke raste.
1- Duniya ke desh aage aaye.
2- Afriki logo ko puri dunya ke sath milkar chalna hoga.
3- taknik ko aapnaya jay.
4- sicha ko behtar banaya jay.
5- sabhi duniya ke jimedar desh afrika ko aage le jane me sahayta kare.
Payare dosto yah yek bahut chota vishleshan hai. Mera yah manna hai ki afrika ke vikas se duniya ko bahut fayda hoga.
Iske liye mai afriki dosto se anurodh karta hu ki, aap aage aur duniya me cha jaye. Kayoki puri duniya me sab ko aage banna hai. Aaj ham bartman vikas ki upecha nahi kar sakte hai.
Dosto cament aur share jarur kare. Thanks.
Nice