Duniya kya hai- 7mahadeep ko mila kar duniya ka nirman hota hai. Pure sansar me jaha kahi bhi manav hai, vah duniya ke antargat aata hai.
Samaj kya hai- samaj samajik sambandho ka jal hai. Sansar me kai tarike ka samaj paya jata hai.
1-jan jati samaj
2-kishak samaj
3-Aadhunik samaj
4-Utter adhunik samaj
Har samaj ki visheshta alag alag hoti hai. Har samaj ka jivan vaha ki parampara tatha vichardhara par nirbhar karta hai.
Dosto aaj ka samaj viksit, vikashshil me bata huaa hai. Kuch desh viksit hai, adhikas desh vikashshil desho ke katar me hai.
Ab ham jis bhi desh ke nagrik hai vaha ke vikas ke liye kam kare. Vaha ke parampara ka samman kare. Vaha ke logo ka samman kare.
Ham jis bhi desh me rah rahe hai, us desh me jo bhi pareshani hai us pareshani ka loktantrik tarike se hal khoje. Muche lagta hai ki samadhan jarur milega.
Aaj ham jis manviy duniya me rah rahe hai, us system ka samman karna chahiye. Ham badlav chahate hai, badlav kare na kain rokta hai.
Yahi duniya ki sachchi hai. Ham sab ko manviy moolyo ko sath lekar chalna hoga. Ham sab ko desh ki parisithiyo ke anusar desh ko aage le jana hoga. Manavatavadi vichardhara ko hamesha aapne sath rakhna hoga .Cament aur share jarur kare. Thanks.
good
good
nice