Jitne bhi tark hai vah sab anuman par
Aadharit hai.
Aaj ki duniya me kaphi bhag dain hai. Dosto aadhunik jivan shaili me bahut badlav ho gya hai. Payare dosto jivan bahut kathin hai, aaj ki duniya bahut teji se badl rahi hai.
Aaj poojivad pure duniya me chal raha hai, yah vichardhara kaphi logo ko santusti pardan ki hai. Jivan me gatishilta hoti hai. Har inshan aage banna chahta hai. Lekin ham sab ko yek bat samchna hoga. Duniya ke har desh ki parisitht alag alag hoti hai.
Ham jis bhi desh me rahe, vaha ke niyam kanoon ka palan kare, usi samaj ke vikas me aapna yogdan de. Ham kaha janam lege yah paramsatata tay karti hai. Isme inshan ka koi niaym kam nahi karta hai.
Ham aapne desh ko payar kre, aapne parivar ko payar kare, manvata ko payar kare. Aapni puri taket aapne vikas me lagaye. Jivan me ham sab ko lgatar chalte rahna hai. Kai desho ke nagriko ka jivan bahut pareshani bhara hai. Iske liye pure sansar ko sochna hoga. Ham dhire dhire aapne pareshaniyo ko kam karne ka paryass kare.
Is sansar me sab ko miljul kar kam karna hai. Ham kabhi bhi nirash n ho.
Jivan me aachcha soche, aachcha hoga.
Jivan me lagatar aapna kam puri imandari se kare. Paramsatta sab ko uchit puraskar deti hai.
Ham samaj me jo bhi kamjor hai unki madat kare.
Dosto cament aur share jarur kare, thanks.
Very nice
This comment has been removed by the author.